Author Archives: admin

jame_noorJAM-E-NOOR

This is a monthly Islamic magazine. In its March 2013 edition, it contains a beautiful description of Hazrat Syed Badiuddin Zinda Shah Qutbul Madar (RA).

Please click on image to download full magazine. Its size is 10.7 MB.

 

 

Forgotten Tipu of Madariya Sufi Order

An Unsung and Forgotten Tipu of  Pro-Ahle-Bait Madariya Sufi Order By Dr.Mazhar Naqvi What a tragic and unfortunate paradox? This is how only the grave injustice meted out to Tipu Shah by historians can be summed up. His role as a crusader against the British is not inferior to Tipu Sultan, the Lion of Mysore,…

Read More

Seerat-us-Sahaba wat Tabaien

Ek Hairat angez tahreer ……………..
Olmaaye kiraam is tahreer ko padhen Aur Apni maloomat me izafa farmaayen,,,,,,,,,,,
Ghaose paak ki paidaish se taqreeban 150 saal pahle ye kitab baghdad (iraq) me likhi gai jisko likhne wale Abu Abdullah mohammad al kalbi al abbasi baghdaadi tabqati (madari) hain(ye tabe tabaeen hain aur inka inteqal 342 hijri ko hua hai apka mazaar shareef baghdad me hai)
Ghaose pak r.a. ki paidaish se 150 sal pahle ki ye kitab “seeratussahaba vattabaeen” hai
Isme likha hua hai k hazrat syed badiuddeen qutbulmadar “taabaeen” hain Aapke walid ka naam “qazi qidwatuddin syed ali Halabi “hai
Tabaeen ke daor ki likhi gai is kitaab me saaf saaf likha hai k madare paak “aulade husain hain Aale rasool hain”
Aur ye bhi likha hai k Baghdad ke Ek azeem wali hazrat ahmad bin masrooq r.a. Madare paak ke mureed aur khalifa hain aur silsilaye aliya tabqatiya madariya ke azeem muballigh hain,,,
Jaisa k imam suyuti ne apni kitab taaj me bhi tazkira kiya hai k Ahnaaf ke sabse bade muballigh syed badiuddeen ahmad qutbulmadar r.a. hain,,,,,
is kitab ko mufti nisar sahab makanpuri Saolat library rampur se laay hain
,,,,,,,,,,, mufti shajar ali madari

Dam madar beda paar

Please download the reference: Seeratus Sahab Wat Tabaien: pdf

 

Do You know regarding Hazrat Syed Badiuddin Qutbul Madar

Kya aap jaante hain Hzrt syed badiuddeen qutbulmadar r.a. kaon hain? 1,Aap tabe tabaaeen hain (jisne tabaeen ka zamana paya ho aur tabaaeen vo jinhone sahaba ka zamana paya ho aur in sabko dekha ho (bahre zakhkhaar, tazkiratulmuttaqeen) 2, Hindostaan ke pahle Sufi aur muballighe islam hain jo 282(saRkaar ghareeb nawaz se approximately 300 saal…

Read More